1)har kali aapse khusboo maange
har shayar aapse salha maange
rab kare aysi ho hamari dosti
ki har koi mujhse teri dosti udhaar maane
(2)kabhi to tere sahar main kaali ghata chaati hogi
kabhi to taaron ki shama jhilmilaati hogi
duniya ke saamne laakh inkaar kare magar
tanhaai main meri yaad to aati hogi
(3)jab bhi khyaal aaya to tera aaya
aankh band ki to khowaab tera aaya
socha yaad kar loon khuda ko pal do pal
honth khule to naam tera aaya
(4)sookhe patton par atbaar kar lenge
teri yaadon se pyar kar lenge
bas ek baar kah do tumhe pyar hai hamse
ham saari umar intzaar kar lenge
(5)ek zara si bhool khta ban gai
meri wafaaiyan hi saza ban gai
dil liya aur khel kar tod diya
hamari jaan gai aur unki ada ban gai
(6)kisi ke aage soyen to ruswaai hai aansoo ki
hame rona agar aaya to ham chup chup kar ro lenge
khile the phool gulsan main sawarne aur mahkne ko
kise maloom tha ki wo aask se palken bhigo lenge
(7)rahenge saamne lekin adhaar apne na kholenge
sabdd hain ham kitaabon ke chup rah rah kar bolenge
hamari resmi muskaan ek rangeen dhaaga hai
girenge aankh se moti to dhaage main piro lenge
(8)aapke larjhate hontho ko to khulna hoga
aapki surmai aawaz ko to ghulna hoga
aapki resmi muskaan ho sada kaayam
ab is aankh ke moti ko bhi rukna hoga
ye maana wqat ne kiye hain tumpe sitam kai
kisi ke pyar main phir bhi tumhe jhukna hoga
(1)YE JAAN JAB BHI TU UDAAS HOGA
MERA KHYAAL TERE PAAS HOGA
DIL KI GAHRAAIYON SE JAB KAROGE YAAD
TUMHE HAMARE KAREEB HONE KA AHSAAS HOGA
(2)YAAR NE DIL KA HAAL BATANA CHOR DIYA
HAMNE BHI GAHRAAIYON MAIN JANA CHOR DIYA
JAB UNKO HI DOORIYON KA AHSAAS NAHI
TO HAMNE BHI AHSAAS DILAANA CHOR DIYA
(3)KABHI TO KI HOGI SURAJ NE CHAAND SE MOHABBAT
TABHI TO CHAAND MAIN DAAG HAI
MUMKIN HAI CHAAND NE KI HOGI BEWAFAI
TABHI TO SURAJ MAIN ITNI AAG HAI
(4)AAPNE APNI AANKHO MAIN NOOR CHUPA RAKHA HAI
HOSH WAALON KO DEEWANA BANA RAKHA HAI
NAAZ KAYSE NA KAROON APNE ISQ PAR
MUJH JAYSE NACHEEZ KO KHAAS BANA RAKHA HAI
(5)TANHAAIYON MAIN NA DHOONDHO HAME
HAM DIL MAIN UTAR JAAENGE
AGAR MILNE KI TAMANNA HO
TO BAND AANKHO MAIN NAZAR AAENGE
(6)ZINDGI MAIN HAMESA NAYE LOG MILENGE
KAHIN JADA TO KAHIN KAM MILENGE
ATBAAR ZARA SOCH KAR KARNA
MUMKIN NAHI HAR JAGHA HAM MILENGE
(7)NAKAAM SI KOSIS KIYA KARTE HAIN
HAM HAIN KI UNSE ULFAT KIYA KARTE HAIN
TAKDEER MAIN EK TOOTA TARA NAHI LIKHA
AUR HAM HAIN KI CHAAND KI AARZU KIYA KARTE HAIN
(8)NA SAR JHUKAAO PATTHAR KE AAGE
KI WO DEVTA HO JAAE
NA KARO KISI SE ITNI MOHABBAT
KI WO BEWAFA HO JAAE
(9)KOI CHEEZ HAI MERI KHOI HUI SI
SAPNO KI DUNIYA HAI SOI HUI SI
NA JAAO YAAR MERE IS LABON KI MUSKRAHAT PAR
YE NAM AANKHE HAIN MERI KUCH ROI HUI SI
(10)RENT PAR LIKH KAR MERA NAAM MITAYA NA KARO
AANKHE SACH BOLTI HAIN PYAR CHUPAYA NA KARO
LOG HAR BAAT KA AFSAANA BANA LETE HAIN
SAB KO APNE DIL KI BAAT BATAYA NA KARO
(1)HAM LABE SIKWA KO BHI SI LETE HAIN
CHUND GHADIYAN HON HANS KAR JI LETE HAIN
EK BAAR SAMJH LIYA JISE DOST KA HAANTH
US HAANTH SE PHIR ZAHAR BHI PI LETE HAIN
(2)AASMAAN HAMSE NAARAZ HAI
TAARON KA GUSSA BEHISAAB HAI
WO SAB HAMSE JALTE HAIN...KYON KI
CHAAND SE BEHTAR DOST HAMARE PAAS HAI
(3)EK DIN HAMARE AANSOO HAM SE POOCH BAITHE
ROZ-ROZ HAME KYON BULAATE HO
HAMNE KAHA HAM YAAD UNHE KARTE HAIN
AAP KYON CHALE AATE HO
(4)ZINDGI KI RAAHON MAIN BAHOT SE YAAR MILENGE
HAM KYA HAMSE BHI ACCHE HAZAAR MILENGE
IN ACCHON KI BHEED MAIN HAME NA BHOOL JANA
HAM KAHAN TUMHE BAAR BAAR MILENGE
(5)DOSTON KO BHOOLANA GALAT BAAT HAI
UNSE ZINDGI BHAR KA SAATH HAI
AGAR BHOOL GAE TO KHAALI HAANTH HAI
AURR AGAR SAATH RAHE TO..ZAMAANA KAHEGA KYA BAAT HAI
No comments:
Post a Comment